Nástroje
Ensembles
Genres
Skladatelia
Umelci

Texty: Shah Rukh Khan. Main koi aisa.

Main koi aisa geet gaun--- ke aarzoo jagaun---[repeat fast]agar tum kaho, main koi aisa geet gaun ke aarzoo jagaun agar tum kaho[Repeat],tum ko bulaun ye palke bichaun kadam tum jahan jahan rakho zami ko asma banaun sitaro se sajaun agar tum kaho,main koi-----------agar tum kaho, main titliyon ke peeche bhagu main jugnuo ke peeche jaau ye rang hai wo roshni hai tumhare pas dono laau jitni khushbuain baagh main milain ho jitni kushbuain baagh main milain main lau vahan pe ke tum ho jahan jahan pe ek pal bhi tehru main gulsita banau agar tum kaho,main koi aisa geet gaun ke aarzoo jagaun agar tum kaho
Agar kaho to main sunau tumhe hasi kahaniya sunogi kya meri zabani tum ek pari ki dastan ya main karu--- tum se bayan---haan ya main karu tum se bayan ke raja se rani mili thi kaha kahaniyon ke nagar mein tumhe leke jaun agar tum kaho tum ko bulau ye palke bichau kadam tum jahan jahan rakho zami ko asma banau sitaro se sajau agar tum kaho main koi aisa geet gaun ke aarzoo jagaun agar tum kaho ha agar tum kaho


Posledné žiadosti