Texty: KK. Labon Ko.
(labon ko labon pe sajaao
kya ho tum mujhe abb bataao) - 2
tod do khud ko tum, (baahon mein meri - 3) baahon mein
(baahon mein meri - 3) baahon mein
tere ehsaason mein, bheege lamhaaton mein, mujhko duba tishnagi si hai
teri adaayon se dilkash khataao se, in lamho mein zindagi si hai
haya ko jara bhool jaao, meri hi tarah pesh aao
kho bhi do khu ko tum, (raaton mein meri - 3) raaton mein
labon ko labon pe sajaao
kya ho tum mujhe abb bataao
tere jasbaaton mein, mehaki si saanso mein, ye jo mehek sandili si hai
dil ki panaaho mein, bikhari si aaho mein sone ki khaaish jagi si hai
chehare se chehara chupaao, sine ki dhadkan sunaao
dekh lo khud ko tum (aankhon mein meri - 3) aankhon mein

Obľúbené žiadosti
Posledné žiadosti